Wo jo kehtain hain, kertai nahi
jo kertai hain, keh saktai nahi.
Unko koi samjhaai khudara,
wo kaisai andhairoon mai bhataktai hain.
Shauhar biwi sai, na biwi shauhar sai hai wafadar,
Ummat-e-muslima mai ye kaisai khandan bastai hain.
Purnum hai dil aaj un jawanoon kai liyai,
jin kai naasheh jazb-o-masti mai jiya kertai hain.
(Naasheh– mentor, people they look upto)
Leave a comment